Aaj Lab e Guhar Fishaan Aap Nay Waa Nahi Kiya



Aaj Lab e Guhar Fishaan Aap Nay Waa Nahi Kiya
Tazkira e Khajista e Aab o Hawaa Nahi Kiya

Jahaan Mein Haali Kisi Pe Apnay Siwaa Bharosa Na Kijye Ga

Jahaan Mein Haali Kisi Pe Apnay Siwaa Bharosa Na Kijye Ga,
Ye Bhaid Hai Apni Zindagi Ka Bas Is Kaa Charcha Na Kijye Ga.

Har Taraf Yaar Ka Tamaasha Hai

Har Taraf Yaar Ka Tamaasha Hai,
Us Kay Deedaar Ka Tamaasha Hai.

Niyaaz-E-Aashiqi Ko Naaz Kay Qaabil Samajhtay Hain

Niyaaz-E-Aashiqi Ko Naaz Kay Qaabil Samajhtay Hain,
Ham Apnay Dil Ko Bhi Ab Aap Hi Ka Dil Samajhtay Hain.

Chaandni Rehti Hai Shab Bhar Zair-E-Paa Baalaa-E-Sar

Chaandni Rehti Hai Shab Bhar Zair-E-Paa Baalaa-E-Sar,
Haaye Mein Or Aik Chaadar Zair-E-Paa Baalaa-E-Sar.

Aayinay Mein Saamna Jab Naagahaa'n Ho Jaaey Ga,

Aayinay Mein Saamna Jab Naagahaa'n Ho Jaaey Ga,
Parda-E-Ghairat Wahaan Bhi Darmiyaa'n Ho Jaaey Ga.

Hijr Kartay Ya Koi Wasl Guzaara Kartay

Hijr Kartay Ya Koi Wasl Guzaara Kartay,
Ham Ba-Har-Haal Basar Khuaab Tumhaara Kartay.

Ay Jogi Ay Darwesh Kawi.


Ay Jogi Ay Darwesh Kawi,
Kiun Umr Ganwaaye Ramta Ho.

Jab Talak Hast Thay Dushwaar Tha Paana Tera


Jab Talak Hast Thay Dushwaar Tha Paana Tera,
Mitt Gaye Ham, Tou Mila Ham Ko Thikaana Tera.

Asar-E-Manzil-E-Maqsood Nahi Dunya Mein


Aayina Seena-E-Saahib Nazaraa'n Hai Kay Jo Tha,
Chehra-E-Shaahid-E-Maqsood Ayaa'n Hai Kay Jo Tha.